![]() |
| Ghutno ka dard chutkiyo main gayab |
sahi se kaam karna ruk jate hai sharir main uric acid ke badhne ke kaaran aisa hota hai jo ghutne main jam jata hai ye rog pursho se jyada ye rog mahilao ko jaldi hota hai haddiyo ke kamjor hone ke kaaran body mai calcium ki kami a jati hai jiske karan hadiya 35 saal ki umar ke baad hadiya kamjor honi suru ho jati h jiske karan vyakti chalne mai bhi preshan hota hai vo thik se khada nhi ho pata hai aaj main aapko bataunga ki jodo ke dard ko kaise thik kare jodo ka dard khatam karne ke liye hame hamari daily life main kuchh change karna padega to chale jodo ke dard ko thick karne ki taraf
*jodo ke dard ka kya karan hai?
1.sahi bojan na karane ke karan bhi ghutno mai dard hota h bojan jab bhi kare to bhojan ke tukde ko chaba chaba kar karna chahiye aur bhojan ke beech main adhik se adhik time mai pani peene chahiye
2. Sharir mai lagatar time se movment na hone dena body ka lagatar ek hi jagah hone se body main hadiya jakad jati hai jiske karan ghutne dard hone. Lagte hai
3motape ke karan body ka weight badh jata hai aur saara bhar ghutno par aa jata hai jisse ghutne dard hone lagte hai
3.Body mai kisi prakar ke jatke ke karan jodo ka dard hota hai jab hamari body kisi natural incident ke karan hamare peeth ka aur jodo ka dard badh jata hai jise ham sahan nhi kar sakte hai
4.hamari body mai calcium ki kami hone k karan hamari haddiya kamjor hone lagti h
Jodo ke dard ko thik karne ke liye niche. Diye gaye upaye ko apnaye
1. Yoga :yog ka Matlab hai aatma ka pamatma se jud Jana hamari body par ek nayi urja pedha hoti h yog is world ki bimariyo ka jad se ilaj hai yadi aap daily yog kare to apko ki bimari chhu bhi nhi sakti kyonki hamare body ke aaspas peda urja use khatam karti hai aur hamara tan aur maan saaf ho jata hai jodo ko thik karne ke liye daily vyaam karne se jodo ka dard thik ho jata hai vyaam jodo ke dard ko mitane k liye bahut Jyada benifit hota hai yadi app in yoga ko daily kare to aapka jodo ka dard 10 din mai hi thik ho jayega ye yoga hai
Bhujangasan
*bhujangasan karne se hamare jodo ki kaarye karne ki shakti badh jaati hai
Gorakshasana
Is yog ko karne se hamari body mai blood circulation sahi rahta hai hamari inderiyo ko brain se jodti hai aur hamara mann shant karti h
Tadasan
Danurasan
Trikonasan
Veer badhrasan
Ye mukhye yoga agar aap daily kare to aapko jodo ke dard se chutthi milegi aur aap ko koi bimari nhi lagegi
Jodo ke dard ayurveda se
Jodo ka dard ka ilaj ayurved main bahut hi aasan hai bahut saare gharelu nuskhe jodo ke dard ko thik karte hai ayurved se jodo ka ilaj kare
1.methi jodo ke dard ke liye bahut hi raamban ilaj h daily 10 gram methi ke Dano ko khali pet chabaye ise regular karne se jodo ka dard thik ho jayega
2.daily morning mai aur sham ko jatoon,nariyal aur machli ke tail ki malish kare isse apke jodo ka dard Kam hoga
3. Amla,ashavgandha,shatavri ko daily khane se jodo ka dard thik hota hai
4milk ya doodh ko rojana peena chaiye kyonki isme calcium hota hai jo haddiyo ke liye bahut benifit hai yadi aap isme haldi milayege to or jyada benifit hoga
So Dosto dhanye vaad aap in nuskho ko daily karenge to aap kabhi bhi ghutno ki problem se preshan nhi hoge

No comments:
Post a Comment