Garmi ke karan hamare body main ba saari bimari utpan ho jati hain ek normal body temperature 37•C hota hain yadi apki body ka temperature 41 ya isse jyada h to apki body main Garmi hain Kai baar t aisa hota hai k adhik Garmi k karan vyakti ki death b h jaati hai jisse loo lagna lagti hain
Garmi hone k karan
Garmi hamari body main adhik massaledar bhojan karne se hota
Cigrate thambakoo khane s bod main Garmi bhadti hai
Adhik davaiyo k sevan karne se gharmi badhti hain
Adhik coffee Chai peene se body mai gharmi peda hoti hain jiske karan naak main nakseer bhi peda ho jati hai
Adhik bhar bhojan karne se bhi body ka temperature bhad jata hai
Garmi se bachne k liye kya kare?
Garmi se bachne ke liye aap Chai ya coffee ka sevan rok de ya fir band kar de
Din me har ek ghante main pani jarur piye isse apki body ka temprature hamesha cool rahega kahi bhi yatra karte samye apne sath pani ki bottle rakhe
Doop main jate samaye sar par koi kapda ya topi jaroor pahne jisse loo lagne ka khatra nhi rahega
Din main 2 ya 3 baar nimbu ka pani jaroor. Piye
Masaledar khane se bachiye aur khana khate samaye khane main podine chatni ka sevan jaroor kare
Amle ka murraba khane se gharmi door ho jati hai iske elava aap Amle. Ka powder bhi le sakte hain
Subhe dahi ya lassi ka use kare isse apke badan main dhandak rahegi

No comments:
Post a Comment